How to improve website performance | blog ki speed kaise badhaye

How to improve website performance:-


 is post main Maine bataya hai, ki apne blogger blog ki speed Kaise increase Karen.how to increase blogger website speed in Hindi.


Friends aap bhi blogging Karte hai,ki website ki SEO main speed kitni important hoti hai. Website traffic increase Karne Ke Liye Hamare blogger website ki speed ka  Jyada Hona matter Karta hai.


how to rank website on google first page in hindi
How to improve website performance


Friend bahut se website aur online video dekhne ke bad Mujhe blogger ki speed Kaise Badhaye is bare Mein Kuchh Hath nahin Mila Jaise ki website ki speed increase,Ho Paye. Per Jab Main Apne blogger blog ke sath Ek experiment Kiya To Mujhe Aakhir vo Rasta Mil Gaya jisse ki Ham blogger website ki speed ko aasani se increase kar sakte hai.





    website ki speed kaise badhaye


    google page speed se apne blog ki speed check karen



    Doston Apne blogger ki speed badhane se pahle aapko sabse pahle Google per jakar Apne blog ki speed ko check kar lena hai. Usi ke bad mere dwara batayi tricks for use Karen.




    how to improove website speed
    Blogger blog ki speed kaise increase karen


    Step 1.


    friends sbse pahle main aapko hamare blog www.tricksontime.com  ki loading speed  dekhe skte hai hamre blog Tricks on time ki loading speed  42 se upar hai,jo ki laghlagh sahi hai.aap khud bhi check kar skte hai.


    how to improove webiste performance
    website ki speed Kaise badhaye
     

    blog ke dashboard par jaaye and layout par click karen



    Step 2.



    sbse pahle apne blog ke dashboard ko open kare and laout par click karke  layout ko open karen.


    blog ki speed kaise increase karen
    blog ki traffic kaise badhaye

    remove unsed tabs



    Step 3. 

    freinds aapko ab layout me unused tabs ko ek ek karke remove kar de ,aisa karne se aapke blog ki speed bahut jyada ho jaygi.


    Read these helpful articles




    step 4

    unwanted tabs ko remove karne ke baad aapko layout clean dikhai dega .


    8 ways to improve blogger blog speed 


    1. mobile-friendly theme use Karen
    2. blogger main default theme ko use karen ( use noteble theme)
    3. use jpg images format
    4. reduce images size
    5. reduce https redirects
    6. don't upload video in blog post
    7. don't use  multiple ads in the article
    8. don't link spam backlinks

    step 5.



    Sabhi unwanted tabs and upar di gayi tips ko use karne ke baad apne blog ki speed wapus se try Karen.


    blog ki speed kaise badhaye in hindi
    website ki ranking kaise badhaye


    blog ki speed kaise badhaye

    Inhe remove karne ke bad aap fir se apni website ki speed test kare. Aap khud hi notice karenge ki apki website ki speed pehle se kaafi badh chuki hai. Or agr aap dheere dheere in sabhi ko romove kar dete ho to apki website ki speed bahut hi achi ho jayegi. Or apko internet par fir se search karne ki jaroort nahi rahegi ki Blogger Website Ki Speed kaise Badhaye.



    हमारे ये पोस्ट भी पढ़े 








    final words


     friends is post " How to improve website performance | blog ki speed kaise badhaye" main aapne sikha ki hum simple tips ko use kar ke apne blogger blog ki speed ko increase kar skte hai. yadi aap ki blog ki speed kaise badhaye se related koi bhi query hai,to aap comment kar skte hai,main aapke comment ke reply Karne ki koshish karunga.

    please share this post with your friends ,thts they can use these tips and improve their blog speed.



    Thanks for visiting on
    Tricks on Time


    Post a Comment

    0 Comments